Taj Mahal History: Taj Mahal ka arth hai Roshan ya Shandar Makabara. Bharat ke Uttar Pradesh ke Agra me Yumuna nadi ke Dahine kinare par ek Hathidant safed Sangmarmar ka Makbara hai jise 1631 me 5th Mughal Emperor Shah jahan ne apni priya patni Mumtaj Mahal ka Kabra ke liye banawaya tha isame shah Jahan ki Kabra bhi hai, Makbara 17 Hecteor parisar ka kendra bindu hai jisme ek masjid ek guest house shamil hai, aur yahan aupcharik udyam me sthapit hai jo teen taraf se ek Khanbho wali diwar se ghira hai,
Makbare ka nirmad 1648 me pura hua, Makabare par ayojit pahla samaroh Shah Jahan dwara 6 Feb 1614 ko Mumtaj Mahal ki mrityu ki 12 warsh Gandh par aayojit kiya gaya tha, Taj Mahal ka kaam 1653 me puri tarah se pura hua tha us samay isaki lagat 50 lakh aayee thi.
Mahal me Indo-slamik Mughal Vastukala ki design Parmparayein Shamil hain, Makbare ka nirman ardh kimati pattharo ke sath safed Sangmarmar se kiya gaya hai, isake parisar ki lamabai 300 meter aur Unchai 8.7 Meter ha, us samay ke imarato me lal balua ke pattharro ka istemal kiya jata tha.
Nirmad me Samrat ke Darbari Vastukar ustad ahmad lahori ke netritwa me Vastukarano ke ek board ke margdarsham me 20,000 se adhik worker ne kaam kiya tha,
Taj Mahal ko 1983 me Bharat me islamic kala ka Gahana aur Duniya ki Virasat ki utkrisht kritiyon me se ek hone ke karan vishw dharohar ke roop me namit kiya tha, Bhratiya itihas Prateek mana jata hai.
Taj maTaj mahal ek pramukh paryatak aakarashan hai, har sal 50 lakh se bhi jyada logo ko akarshit karta hai, 2007 me ise ke naye 7 ajoobo ki pahal ka vijeta ghosit kiya gaya tha.
Mumtaj Begum 14th santan dete samay unaki mrityu hui thi, Mumtaj ke mrityu ke bad Shah Jahan ek saptah sahi mamalo se dur raha. aur do sal tak jyada sajana swarana poshak par dhyan na dena aur sangeet sunana chhod diya tha.
Shah Jahan ko Agra ki Bhumi ki Sundarata bahut Pasand aaye usane Mumtaj ke Makbare ke liye wah jagah ko chuna jo ki us samay ke raja Jay singh ki bad me raja Jay Singh ne Shah Jahan ko wah Jamain Dan me de di.
I hope ki ye Article “Taj Mahal History” apko jaroor pasand aaya hoga, Like & Share jaroor kariyega.
Thanks
Web doveloper- Anoop Kumar
Witer- Omkar hero
1 Comment