Gate of India in Mumbai

Aug 25, 2024 Blog

Gate of India in Mumbai

Gate of India in Mumbai: Jis tarah Taj Mahal ko Mumtaz ki yad me banaya gaya tha, usi tarah India me Mumbai City ke south me Arab Sagar par sthit Apollo Seaport par Taj hotel ke just Opposit Gateway of India ko Year 1911 me King Jeorge Pancham aur Queen Marry ki Bharat Yatra ke douran banaya gaya, Ise 4 December 1924 ko Tatkalin Vousarai, Rufas isak ki izazat par tourist ke liye Public kar diya gaya, Isaki height 26Meter(85 feet) hai.

Gate of India in Mumbai ka Arch me 21 Lakh spend hua tha, isaki Design banane me 3 Years ka time laga tha Finally 31 March 1911 ko isako Manjoori mili. Internet Research ke mutabik Gateway of India ko banane me Rs 2.1 Billion spend hua tha. Isake charo taraf Mumbai ka Popular tourist place Marin drive hai. Gateway of India ko Mumbai Taj Mahal bhi kaha jata hai. Gatway of India ek Popular Tourist place hai, Bhari matra me yahan visitor aate hai, yahi wajah hai, Jab Terrosit ne ise 2003 me Bam Blasting ka nishana banaya, ek taxi me rakhe bam ko Atankwadiyon ne blast kiya. Isi tarah 2008 me Mumbai ke kai pupular jagaho ke sath Gateway of India ke samane bane Popular Taj Hotel par bhi Atanki Hamla kiya.

Jab aap Gateway of India ko visit karenge to payenge ke Shilalekh par likha hai “2 December 1841 ko unake Shahi Mahamahim Raja Jeorge Pancham aur Rani Marry ki Bharat yatra ki Yad me Banaya gaya.” British Voysarai hamesha isi etihashik Gate se pravesh karate the. 28 Feb 1948 me samarset light infantry ki pahli unit Gateway of India se Gujari, jo India ke liye British Shashan ke khatma ka prateek tha.

Film vijeta “Slamdog Billionior” Acadamy Medol me isaki Photo hai,

Thank You!

@Quick explain

@Visitor Sathi

Web Developer – Anoop Kumar

Content Writer – Omkar Hero

 

SHARE NOW

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *