Jal Mahal Jaipur Rajasthan

Aug 18, 2024 Top Visiting places

Jal Mahal Jaipur Rajasthan

Jal Mahal Jaipur Rajasthan: Jal Mahal ka nirmad 1699 me Rajput Raja Sawai Jaisingh ne karaya tha, Is Mahal ke nirmad ke liye Rajput Shaili se taiyar Noukaon ka istemal kiya gaya tha. Is Mahal ko Raja, Rani ke sath khas pal bitane ke liye istemal karte the we isaka rajsee Utsav par bhi istemal karte the.

Is Mahal ka nirmal thik Man sarowar jheel ke beech me hua hai, Jaipur ki pehchan Yahan ki Khoobsurat Mahalo aur sundar vastukalaon se hoti hai.

City Jaipur apnik taraph kisi ko bhi kheench leta hai, Kyoki Yahan ke bade-bade Mahal kisi ka bhi man Moh lene me koi kasar nahi chodate hai unhi Mahalo me se ek Mahal hai Jal Mahal ye Mahal Pani me banaya gaya hai. Is Mahal ke charo taraph pani pahad hai.

Madhya kalin Mahalo ki tarah Mehrabo Burjo, Sidhidar jino ki tarah 5 manjila banaya gaya tha, Mahal ki chat par mehrabdar rasto ke sath ek bagicha bhi banay gaya hai.

Sandstone se bana yah Mahal 5 manjila Imarat hai, Jisame kewal upar wala manzila bas dikhai deta hai, jabaki baki 4 minzila pani ke niche hai. Is Mahal ke pratyek kone par ek sundar gumbaz ke sath akstkodiyan minarein banai gayee hain.

Apko jankar hairani hogi ki iss Jal mahal ke nursery me ek lakh se bhi jyada ped lage huye hii jinki din raat rakhwali hoti  raheti hii iss kaam me kareeb 40 maali lage huye  hii. yha nursery Rajasthan ka sabse unche pedo wala nursery hii .ynha badi snkhya  me log ghumne ke liye bhi ate hii. Iss mahal me bahut purani painting bhi rakhi gyi hii aur hatho se alag – alag diwalo pr chitrakari ki gyi hii.

Thank You!

@Quick explain

@Visitor Sathi

Web Designer- Anoop Kumar

Content Writer – Omkar hero

SHARE NOW

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *