Golden Temple Amritsar
Swarn Mandir me Dharm, Jati, Nasl ke liye koi Rsitriction nahi hai, koi bhi yahan pravesh kar sakta hai, But yes Sikkho ke Gurudwaro me Rule hai ki jab aap aise kisi dharmik sthal par pravesh karte hain to usase pahale ye follow karna hota hai, aapko jute wa chappal bahar utarana hota hai, Hath pair dhulna hota hai aur sir par ek kapda rakana hota hai. Par dress ko lekar koi pabandi nahi hai, aap kisi bhi tarah ka koi bhi kapda pahan sakate hain. Aage badne se pahle baat karte hain Golden Temple Amritsar near Hotel koun-koun se hain.
Golden Temple Amritsar near Hotel:
Sward mandir ka Communist Kitchen duniya me sabase bada hai, Yaha Generally 50,000 se 60,000 log daily langar khate hai, jabki dharmik celebrations ke douran yah sankhya badkar 1,00,000 ho jati hai, Khan Simple aur sakahari hota hai, jaise Roti, dal, kheer, achar etc. Aamtour par yahan ke Chef Khana aur rotiya apne hath se banate hain, Waise yahan ek roti banane ki machin bhi hai jo sirf 1 ghante me 25,000 rotiyan bana sakti hai,
Amritsar me Sthit yah Sward mandir Sikh dharm ka sabase pavitra sthal hai jis tarah se Islam dharm ka pavitra sthal makka ka madina hai. Sward Mandir ek Guru Dwara hai, jise Harimandir Sahib tatha Darbar sahib ke naam se bhi jana hai, Isaki neev Sikhh ke 4th Guru Ramdas ne aas-pass ke gaanv ki zammen kharidkar “Golden Temple” ki neev 1588 me rakhi gayee, 1604 me yah bankar taiyar hui.Temple ke upari hisse me 750 KG Pure sona laga hai, Jise Bharat ke Sikkh Sansthapak MahaRaja Ranjit Singh ne Sward mandir ki upari floor par midhwaya.
Anoop kumar- Web Developer
Omkar Hero – Content Writer
Switzerland Capital: Switzerland युरोप में है और इसकी (Switzerland Capital) राजधानी बर्न है स्विट्ज़रलैंड के…
Thailand Trip Package from India: Thailand पुरे एशिया में ही नहीं बल्कि विश्वभर में सबसे…
YouTube Story Downloader: YouTube एक सोशल मीडिया एप्प है जिसे अक्टूबर 2024 तक 1 हज़ार…
IPL Highest Score Batsman: IPL यानी Indiam premeire League भारत की प्रमुख टूर्नामेंट है यह…
FIFA World Cup 2026: Fifa नाम सुनते ही दिमाग में फुटबॉल का नाम आ जाता…