Hawa Mahal Palace Rajasthan ke Jaipur (India) me hai, yah lal aur Gulabi Sandstone se bana hua hai, yah 5 manjila Imarat hai, yah Duniya ki sabase unchi Imarat hai jo bina neev ki banai gayee hai, Isame ek curved Architecture hai jo 87 deegre ka Agle banata hai aur ek Piramid Shape hai jo ise kai salo se khade rakhane me madad ki hai, Hawa Mahal Palace Bhagwan Krishna ko samarpit hai,
“Hawaon ko Mahal” ke nam se mashoor hawa mahal Jaipur Rajsthan ki sabse behtarin architechure hai, jise Maharaja sawai Pratap Singh ne 1799 me banwaya tha. Hawa Mahal ko bahut anokha mana jata hai, kyoki isaki kai Chhoti khidkiyan aur Balconi jo Sahad ke Chhatto ke saman lagati hai.
Ise Lal Chandra Ustad ne desingn kiya tha isame kul 953 khidkiya hain, jinhe Jharokha kaha jata hai, isme jali lagayee gayee thi taki auratein daily routine, Festival jo road pe ho raha hai, wo dekh sakien bahut log road par khade hokar bolate hain ki ye aage ka bhag hai lekin wo asal me piche ka bhag hai,
2006 me 50 Sal hone ke bad 4568 million lagakar fir se naya roop de diya gaya tha, yah Mahal 15 metre uncha 3 manjilo ki chaudai ek kamare jitna hai, isame fouware bhi hain, jo Angan ko sushobhit karta hai.
Lal Chandra ustad ne pink city jaipur ko dhyan me rakhte hue design kiya tabhi isame Red & Pink sandstone ka prayog kiya gaya tha. city pallace ki aur se Hawa Mahal Palace me ek Shahi Darwaja se pravesh hota hai.
Maharaja jai singh ka favorate ressort tha, kyoki isake adar ki design aise thi ki khidkiyo se thandi-thandi hawa aati thia aur mahal ko thanda banaye rakhati thi.
Thanks
Web designer- Anoop kumar
Writer- Omkar hero
Switzerland Capital: Switzerland युरोप में है और इसकी (Switzerland Capital) राजधानी बर्न है स्विट्ज़रलैंड के…
Thailand Trip Package from India: Thailand पुरे एशिया में ही नहीं बल्कि विश्वभर में सबसे…
YouTube Story Downloader: YouTube एक सोशल मीडिया एप्प है जिसे अक्टूबर 2024 तक 1 हज़ार…
IPL Highest Score Batsman: IPL यानी Indiam premeire League भारत की प्रमुख टूर्नामेंट है यह…
FIFA World Cup 2026: Fifa नाम सुनते ही दिमाग में फुटबॉल का नाम आ जाता…