Jagannath Puri City: Bharat ke char dhame me se ek Odisha ke City Puri me sthit Jagnnath Mandir ka niramd 1135 BC start hua tha aur lagbhag 1150 BC me bankar taiyar hua tha, Iska antime karya 1230 BC me pura hua tha, Jagnnath Mandir me Bhagwan Jagnnath Bhai Balbhadra Behan Subhadra ki adhi murtiya banayeen gayeen hai, Har 12 Sal me Yahan ki Murtiya badali jati hai, Aisa kaha jata hai ki Bhagwan shree Krishana jab apna Deh tyag kar rahe the to Body me sabhi bhag panchtatva me mil gaye lekin unka heart aaj bhi Jagnnath ke Mandir me dhadkata hai,
Har sal Jagannath Puri City me kai Lakh log Bhagwan ke darshan ke liye aate hain, Jagnnath mandir 4 Lakh Squar feet me faila hua hai, Is mandir ki lambai 214 feet hai, Is Mandir ke Gumbad ka aakar itna bada hai fir bhi usaki parchai zameen par nahi padti, Is Mandir me Dhwaj har roj change kiya jata hai. Agar kisi din aisa nahi hua to Mandir ko 18 salo ke liye band kar diya jata hai, Mandir me laga jhanda hamega hawa ke viprit bahata hai,
Apko bata de ki Yahan Bhagwan Jagnnath ke Mandir me pahle kamare me 3.48 Kg sona mila aur dusare me 95.32 kg Gold mila tisare kamare 50.6kg sona mila Puri kshetra ka nam pahle utkal ke nam se bhi jana jata tha.
Jaggnath Mandir ko sabse famous jo banata hai wo char dham me se ek hai, aur ye kabhi aitihasik aur purana mandir hai, Puri me do cheze bahut famous hai, Bhagwan Jagnnath ki Mandir aur dusra waha ka Sweet khajha.
Is Mandir me har roz prasad banata hai, jise banane ke liye 500 rasoiye aur 300 sah rashoiye milkar banate hain, aisa mana jata hai, Yahan prasad kabhi waste nahi hua, Sham hote-hote sara prasad apne aap khatm ho jata hai, wo prasad lakadi par pakaya jata hai, Yahan ka Prasad mittiyon ke bartan me banaye jate hai, jo ek ke upar ek rakh pakaya jata hai Interesting yah hai ki niche matki me rakha prasad sabse late me pakata hai, jabki upar ka prasad jaldi pak jate hai,
Web devoloper – Anoop Kumar
Content Writer – Omkar Hero
Switzerland Capital: Switzerland युरोप में है और इसकी (Switzerland Capital) राजधानी बर्न है स्विट्ज़रलैंड के…
Thailand Trip Package from India: Thailand पुरे एशिया में ही नहीं बल्कि विश्वभर में सबसे…
YouTube Story Downloader: YouTube एक सोशल मीडिया एप्प है जिसे अक्टूबर 2024 तक 1 हज़ार…
IPL Highest Score Batsman: IPL यानी Indiam premeire League भारत की प्रमुख टूर्नामेंट है यह…
FIFA World Cup 2026: Fifa नाम सुनते ही दिमाग में फुटबॉल का नाम आ जाता…