Categories: Blog

Kedar Nath

Kedar Nath Bharat ke Uttrakhand rajya ke Ghadwal Mandal ke Rudra Prayag se 86 KM sthit hai, Kedar ka matlab hai Daldal wali jagah sthai zameen par sthit yah Kedar Nath mandir mano yah shant ghati pe sthit ho. 1,000 sal purani yah mandir U shape samaya hua hai, KedarNath jane ka Sabase achha mahina April to June hota hai us wahan ka temprature 10 se 15 degree ke beech rahata 4 Dham yatra lagbhag 70,000 Deluxe Packege ka hai.  December se Feb tak yahan barf padati ise Sabase alag jo banati hai, wo ye hai ki 3580 Meter ki Height par Chorabari Glacier ke pass hai.

12 Jyotirlingo me se 5th Jyotirling kedarnath ka hai, aisa mana jata hai, ki kedarnath mandir pandavo ne banawaya tha, Mahabharat ka Yuddh khatm hone ke bad jab unhe Moksh nahi mil raha tha tab Bhagwan Shiv ki puja karke unhe Moksh ki prati hui thi, isliye aisa mana jata hai ki wahan jate samay jisaki mrityu ho jaye use dubara janm nahi lena padta ha. Is mandir ki Length 187 feet, Height 85 & Width 80 Feet hai. Kedar nath aur baki jyortilingo me ek connection hii Kedar nath se lekar south india ke rameshwaram mandir geogrophical ek straight line me bane huye hii. 2013 me badal tutne ki wajah se jab wanha badh ayi thi tb sahi cheeze tahas nahas  ho gyi  lekin kedr nath ke mandir ko kuch hua tk ni kyon ki wanha ek vishal pathar akar pani ka direction ko badal diya tha isase pathar ka naam bheem shila rakh diya gya tha. Kedarnath dham 400 salo tk  barf ki moti chadar  se dhaka hua tha . mandir ko tb khoja gaya aur bharat ke pramukh shiv mandir  me se ek ke roop me sammanit kiya gaya tha.

Read more…

Thank You

@Quick explain

@Visitor Sathi

Web developer – Anoop kumar

Content writer – Omkar hero

SHARE NOW
visitorsathi

This is Anoop kumar Web Designer & Omkar Blog Writer.

View Comments

Recent Posts

Switzerland Capital

Switzerland Capital: Switzerland युरोप में है और इसकी (Switzerland Capital) राजधानी बर्न है स्विट्ज़रलैंड के…

3 months ago

Thailand Trip Package from India

Thailand Trip Package from India: Thailand पुरे एशिया में ही नहीं बल्कि विश्वभर में सबसे…

3 months ago

YouTube Story Downloader | यूट्यूब इतिहास पैसे कमाए पूरी जानकारी

YouTube Story Downloader: YouTube एक  सोशल मीडिया एप्प है जिसे अक्टूबर 2024 तक 1 हज़ार…

3 months ago

IPL Highest Score Batsman | IPL क्या है इससे जुडी ख़ास जानकारी

IPL Highest Score Batsman: IPL यानी Indiam premeire League भारत की प्रमुख टूर्नामेंट है यह…

3 months ago

China Wall Great

China Wall Great: विश्व के 7 अजूबो में से एक चीन की दिवार भी है…

3 months ago

FIFA World Cup 2026 | FIFA क्या है इससे जुडी सारी जानकारी

FIFA World Cup 2026: Fifa नाम सुनते ही दिमाग में फुटबॉल का नाम आ जाता…

3 months ago