Tourist Places

konark sun temple puri

Konark sun temple puri: Bharatvarsh jise duniya kabhi vishwaguru ke naam se janti thi, ab ise hum India kahte hain, isame ek rajya hai Odisa aur isi rajya me sthit hai kodark Temple Surya Bhagwan ko samarpit yah mandir iska nirmad bahut varsh pahle Kodark ke Raja Narsinha dev 1st ne 1250 CE me apni Maa ke kahne par Bhagwanke kahane par banwaya tha lekin unhone apni Maa se pucha yah konark sun temple puri me hi kyon aur Surya Bhagwan ka hi kyon, To unaki maa ne bataya dwapar me Bhagwan krishna ke putra Sambhav bane sundar the Lekin Narad ko bahut pareshan karte the ek din Narad ko Sambhav ko sabak sikhane ki yojana banai.

Sambhav ke Sundarata ko tarif karte- karte gopiyon ke beech jane ki salah dete hain, fir jakarke Bhagwan shree krishna se batate hain ki Sambhav apni Maaa ke saman Gopiyon ke sath naha raha hai, tab Bhagwan Krishana ne Shrap diya Sambhav ko Pust rog ho jata hai fir, Sambhav Narad se puchate hain, ki isaka rog kaise dur kiya jaye.

Sambhav ke gidgidane par Narad batate hain, Kodark odisa me Surya dev ki pahli kiran padati hai, Sambhav ko wahan jakar Surya ki Aradhana karni chahiye fir Shambav Bhagwan surya ki 12 sal kadi tapasya karte hain, fir surya Bhagwan prasann hokar pust rog se mukt hone ka vachan dete hain rogmukt hone ke bad Sambhav wahan ek Surya mandir banwate hainFir Narsinha dev ki Maa bataya mai bhi wahan ek bar santan prapti ke liye gayee thi.

Fir wahan jane se tum huye itna batate hi Narsinha dev ne apni Maa ko Wachan diya ki wahan wo Surya Bhagwan ka Bhavya mandir jaroor banwayenge, Agle din hi isaki ghosada hui aur kuch samay baad isaki design taiyar hui jo Raja ko behad pasand aaye. fir unhone isake nirmad me der na karne ki ghosada ki, fir 1200 karigaro ne milkar ise 12 sal me taiyar kiya lekin isaka gumbaj madir ke sabse upar kaise rakha jaye ye kisi ko samajh nahi aa raha tha, fir raja ne aadesh diya agar kal subah tak yah mandir nahi taiar hua to sabhi karigaro ke sair dhad se alag kar diye jayenge.

Unhi majduro me se ek ka beta jisaki umra lagbhag 12 sal thi usane wo gumbaj madir ke sabase upar rakhane me kamyab raha. Lekin kuch karigaro ne isaka virodh kiya kyoki agar raja ko pata chala ki jo kaam 1200 karigaro ne nahi kar paya wo kaam ek 12 sal ke ladne kar di, to wo hame mar denge isliye bache ne khud uanki jan bachakar apni jan us mandir ke sabase upar chadkar de di.

Agale din Raja dekhkar bahut prasann hota hai ki gumbaj hawa me latak raha to raja ne samay batate hue kaha is din Mandir ki Pran-pratishta ki jayegi, lekin fir baad me Mandir ke patthar girne lage aur kai logo ki waha jaan bhi gayee, ye baat Raja ko pata chali ki Mandir banane se pahale waha kisi Chote bachhe ki mrityu hue hai, to Raja ne us Mandir ko band karne ka adesh diya. lekin aaj wah mandir apne pas hazaro rahasya chipaye baitha hai, jisaki kisi ko bhanak nahi hai.

@Visitor Sathi

@Quick explain

Web Devoloper- Anoop Kumar

Content creater – Omkar hero

 

SHARE NOW
visitorsathi

This is Anoop kumar Web Designer & Omkar Blog Writer.

Recent Posts

Switzerland Capital

Switzerland Capital: Switzerland युरोप में है और इसकी (Switzerland Capital) राजधानी बर्न है स्विट्ज़रलैंड के…

3 months ago

Thailand Trip Package from India

Thailand Trip Package from India: Thailand पुरे एशिया में ही नहीं बल्कि विश्वभर में सबसे…

3 months ago

YouTube Story Downloader | यूट्यूब इतिहास पैसे कमाए पूरी जानकारी

YouTube Story Downloader: YouTube एक  सोशल मीडिया एप्प है जिसे अक्टूबर 2024 तक 1 हज़ार…

3 months ago

IPL Highest Score Batsman | IPL क्या है इससे जुडी ख़ास जानकारी

IPL Highest Score Batsman: IPL यानी Indiam premeire League भारत की प्रमुख टूर्नामेंट है यह…

3 months ago

China Wall Great

China Wall Great: विश्व के 7 अजूबो में से एक चीन की दिवार भी है…

3 months ago

FIFA World Cup 2026 | FIFA क्या है इससे जुडी सारी जानकारी

FIFA World Cup 2026: Fifa नाम सुनते ही दिमाग में फुटबॉल का नाम आ जाता…

3 months ago