Shomnath mandir Gujrat

Aug 20, 2024 Blog

Shomnath mandir Gujrat

Shomnath mandir Gujrat me Sthit hai Ye Bhagwan Shiv ke 12 Jyotirlingo me se pahla Jyotirling hai, Purano ke anusar Rigved me bataya jata hai ki is mandir ka nirmad Chandradev ne karwaya tha, Vartman nirmad Bharat ke Swatantarta ke bad louh purush Sardar Ballabh bhai patel ne karwaya tha 1 DEc 1985 ko Bharat ke Rastrapati Shankar Dayal Sharma ne ise Rastra ko Samarpit kiya Somnath Mandir Vishw prasidh dharmik sthal hai, 7:30Am to 8:30Pm baje tak mandir ke Angan me sound Light show chalta hai, jisame mandir ka vandan kiya jata hai.

Bhagwan Krishna ka yanha bahut hi Pyara mandir bana Arab Yatri Ala-Bruddin ne apni Yatra me vardan kiya jisame Mohmad Gajnavi bahut prabhavt hua 1024 me Somnath mandir par aakramad kiya aur use tod diya waha se 29 lakh dinaar loot ki aur shivling ko khandit kar diya tha iske bad Pratisthit shivling ko 1300 me Alauddin ki sena ne Khandit kiya isake Prangad me ek Stabh banaya gaya tha jo Bad ki aakar ka banaya gaya tha.

Shomnath mandir Gujrat me likha tha ki Samoodra ki Dakshin Dhroov ki sidhi me Rekha ek bhi avarodh ya badha nahi hai, Par Sawal yah banata hai, logo ko kaise pata chala ki dakshidi dhroov idhar hi hai, ya Prithvi gol aur kaise Bad sthambh ko dekhkar batay gaya ki dakshidi dhroov idhar hi hai.

Shomnath mandir Gujrat ko kai bar loota gaya lekin yah mandir apne bhakto ke liye Bhavyata se khada hai. Isase hume yah chalta hai ki andhere me hamesha ujale ki Vijay hoti hai.

Guys, I hope ki Shomnath ki ye information aapko jaroor pasand aayee hogi, agar aisa hai to post ko like, aur share jaroor kariyega, agar aapke kisi other topic pe information chahiye to aap hume comment me bataiye ham us Article jaroor likhenge.

Thank You!

@Quick explain

@Vistior Sathi

Web devoloper – Anoop Kumar

Content writer – Omkar hero

SHARE NOW

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *